Abdullah
Ibne Amr Radiyallahu anhuma narrates that Nabi Sallallahu alaihi
wasallam said: “Convey from me even it be a single verse”.
(HADITH: SAHIH BUKHARI
Note: The objective of this hadith is to endeavour as much as possible to convey t
— (HADITH: SAHIH BUKHARI
Note: The objective of this hadith is to endeavour as much as possible to convey t
he
teachings of Deen. If the things that you are conveying are very brief,
even so, others may be blessed with guidance by it. You will be
rewarded by this, and blessed with numerous virtues. (Mazahir-e-Haque)
Subhan-Allah, so deliver my Friends Quran Ayat with Translations and Sahih Hadith with proper References, that is very Important specially for posting Authentic Hadiths
Hazrat Abdullah Ibne Amr Radiyallahu anhuma farmate hai ke Rasulallah Sallallahu alaihi wasallam ne irshaad farmaya: “Meri tarafse pauncha do, agar che ek hi Ayat ho”
(HADITH: SAHIH BUKHARI
Nond; Hadees ka maksad ye hai, ke jahan tak ho sake Deen ki baat paunchane ki koshish karni chahiye. Hosakta hai ke tum jis baat ko doosron tak pauncha rahe ho wo bahot muktasar ho, magar usse doosron ko hidayat mil jaye, jis ka ajar tumhe bhi milega aur beshumaar nekiyon se nawaze jawoge.
(Mazahir-e-Haque)
Masha-Allah to paunchawo mere dosto Quran Ayat aur Hadees. Par sahi Reference ke saat, kyu ke galat Hadees paunchakar ham gunhegaar na ban jaye, Hadees ki authencity bahot zaruri hai.

No comments:
Post a Comment